Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeZaved Akhtar
HomeZaved Akhtar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tum bin mann ki baat adhuri tum bin mann ki baat adhuri din hain adhure raat adhuri din hain adhure raat adhuri tum bin mann ki baat adhuri tum bin mann ki baat adhuri soone soone angnaa dwaare sehme sehme hain chaubaare soone soone angnaa dwaare sehme sehme hain chaubaare chaand aur sooraj phike phike chaand aur sooraj phike phike taaron ki baaraat adhuri din hain adhure raat adhuri din hain adhure raat adhuri tum bin mann ki baat adhuri tum bin mann ki baat adhuri tum bhi pyaase main bhi pyaasi yug se lambi pal ki udaasi tum bhi pyaase main bhi pyaasi yug se lambi pal ki udaasi aaye gaye nainon mein saawan aaye gaye nainon mein saawan phir bhi hai barsaat adhuri din hain adhure raat adhuri din hain adhure raat adhuri tum bin mann ki baat adhuri tum bin mann ki baat adhuuuuri
tumhe kaise main bataun tumhe kaise main kahun mere bas mein agar ho to main bas itna hi karun tumhen din bhar tumhen har pal dekhta hi main rahun tumhen dekhun tumhe chahoon tumhen poojun har pal tumhen sochun tumhen samjhun tumhen maangun har pal tumhen main gungunaun tumhen gaaun har pal main tumhara hoon aisa deewana meri jaan mera marna bhi tumhin ho mera jeena bhi ho tum meri madira bhi tumhin ho mera peena bhi ho tum meri chandi bhi tumhin ho mera sona bhi ho tum mera hasna bhi tumhin ho mera rona bhi ho tum meri saari saanson mein tum jaise ho ghuli meri aankhen tumhen dekhen chaahe band ho ya khuli main tumhara hoon aisa deewana meri jaan mere dil mein hai yeh armaan tumhe ek din paun is amber se bhi aage tumhen lekar jaun jahan raahon mein ho bikhare sab chaand aur taare jahan geeton ke behte hon meethe dhaare jahan khawaabon ki duniya kabhi soyi nahin ho jahan tum ho jahan main hoon aur koi nahin ho main tumhara hoon aisa deewana meri jaan
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aaaa aa aa aa aa aa aa aa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aaaa aa aa aa aa aa aa aa tumko dekha to ye khayaal aayaa zindagi dhoop tum ghanaa saaya tumko dekha to ye khayaal aayaa tumko dekha to ye khayaal aayaa zindagi dhoop tum ghanaa saaya tumko dekha to ye khayaal aayaa aaj phir dil ne ik tamanna ki aaj phir dil ne ik tamanna ki aaj phir dil ko humne samjhaya aaj phir dil ko humne samjhaya zindagi dhoop tum ghanaa saaya tumko dekha to ye khayaal aayaa tum chale jaaoge to sochenge tum chale jaaoge to sochenge humne kya khoya humne kya paaya humne kya khoya humne kya paaya zindagi dhoop tum ghanaa saaya tumko dekha to ye khayaal aayaa hum jise gunguna nahin sakte hum jise gunguna nahin sakte waqt ne aisa geet kyun gaaya waqt ne aisa geet kyun gaaya zindagi dhoop tum ghanaa saaya tumko dekha to ye khayaal aayaa tumko dekha to ye khayaal aayaa hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm
kahin zulf ka baadal oooo hooo kahin rangeen aanchal aaaa haaa kahin honth gulaabi oooo hooo kahin chaal sharaabi aaaa haaa kahin aankh mein jaadoo oooo hooo kahin jism ki khushboo aaaa haaa kahin narm nighaahen oooo hooo kahin gori baahen aaaa haaa haan yahaan kadam kadam par laakhon haseenayen hain hum magar ye dil ka taufaa dene use aaye hain wo ladki jo sab se alag hai wo ladki jo sab se alag hai wo ladki jo sab se alag hai wo ladki jo sab se alag hai haan yahaan kadam kadam par laakhon haseenayen hain hum magar ye dil ka taufaa dene use aaye hain wo ladki jo sab se alag hai wo ladki jo sab se alag hai wo ladki jo sab se alag hai wo ladki jo sab se alag hai kitne hi jalwen hain aankhon mein ghulti hai jinse chandni kitni hi hooo baaten hain kaanon mein ghulti hai jinse raagni ye chale jaise zara bal kha ke wo chale jaise zara ithlaa ke ye mile jaise zara sharmaa ke wo mile jaise zara itraa ke haan yahaan kadam kadam par laakhon haseenayen hain hum magar ye dil
ru ruru ruru ru ruru ru ru ru ru ru ruru ruru ru ru ru ru aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ye kahaan aa gaye hum yuhin saath saath chalte teri baahon mein hai jaanam mere jismo jaan pighalte teri baahon mein hai jaanam mere jismo jaan pighalte ye kahaan aa gaye hum yuhin saath saath chalte ho tu badan hai main hoon chhaaya tu na ho to main kahaan hoon mujhe pyaar karne waale tu jahaan hai main wahaan hoon humein milna hi tha humdum kisi raah bhi nikal ke ho humein milna hi tha humdum kisi raah bhi nikal ke ye kahaan aa gaye hum yunhin saath saath chalte aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ummm meri saans saans mehke koi bheena bheena chandan tera pyaar chaandani hai mera dil hai jaise aagan huyi aur bhi mulaayam meri shaam dhalte dhalte o huyi aur bhi mulaayam meri shaam dhalte dhalte ye kahaan aa gaye hum yunhin saath saath chalte ye kahaan aa gaye hum yunhin saath saath chalte ye kahaan aa gaye hum ye kahaan aa gaye hum ru ru ruru ruru ru ru
ye tera ghar ye mera ghar kisi ko dekhna ho gar to pehle aa ke maang le meri nazar teri nazar ye tera ghar ye mera ghar kisi ko dekhna ho gar to pehle aa ke maang le meri nazar teri nazar ye tera ghar ye mera ghar ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai naa baadlon ki chhanv meinnnn naa chandani ke gaanv mein naa phool jaise raasteeee bane hain iske waaste magar ye ghar ajeeb hai zameen ke kareeb hai ye eeth pathron ka ghar humari hasraton ka ghar ye tera ghar ye mera ghar ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai jo chandani nahin to kyaaaa ke roshani hai pyaar ki dilon ke phool khil gayee to fikr kya bahaar ki humare ghar naa aayegi kabhi khushi udhaar ki humari raahton ka ghar humari chaahton ka ghar ye tera ghar ye mera ghar ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai yahaan mehak wafaaon ki muhabbaton ka rang hai ye ghar tumhara khaab hai ye ghar meri umang hai
ho ho yunhi gaate raho ho muskuraate raho naacho re sab jhoom ke gaao re ho gaao re aao re ho ho yunhi gaate raho ho muskuraate raho naacho re sab jhoom ke gaao re ho gaao re aao re hey hey hey aa aa jab talak raat rahe jaam rahe dil ko deewaangi se kaam rahe ho yaar tujh ko meri yaari ki kasam humse ab dosti ka naam rahe chalo ab jhoom ke masti mein ye gaao re aao re ho ho yunhi gaate raho ho muskuraate raho naacho re sab jhoom ke gaao re ho gaao re aao re hey hey hey pyaar mil jaaye to hai duniya haseen pyaar ke jaisa nasha koi nahin pyaar le jaaye jahan jaaun wahin pyaar tujhko milegaa yaar yahin chalo ab ghoom ke galiyon mein ye gaao re aao re ho ho yunhi gaate raho ho muskuraate raho naacho re sab jhoom ke gaao re ho gaao re aao re ho ho ho hey hey hey hey hey hey aa haa haa aa haa haa hey hey hey o ho ho na haa haa hey hey hey hey hey hey o ho ho ra raa raa hey hey hey
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tum Bin Mann Ki Baat Mrityudand (1997) 04:41 13787
 
Poster of Mrityudand (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Ayub Khan
Duration : 04:41   Song Number : 13787   

Tumhen Kaise (Happy) Dastak (1996) 05:20 32073
 
Poster of Dastak (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Abhijeet
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor
Duration : 05:20   Song Number : 32073   

Tumko Dekha To Ye Saath Saath (1982) 05:00 21362
 
Poster of Saath Saath (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Deepti Naval, Farukh Shekh
Raag- 
Kamod
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:00   Song Number : 21362   

Wo Ladki Jo Baadshah (1999) 07:07 18721
 
Poster of Baadshah (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Abhijeet, Chorus
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Twinkle Khanna
Duration : 07:07   Song Number : 18721   

Ye Kahaan Aa Gaye Hum Silsila (1981) 07:23 21443
 
Poster of Silsila (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Shiv, Hari
Duration : 07:23   Song Number : 21443   

Ye Tera Ghar Ye Saath Saath (1982) 05:14 21485
 
Poster of Saath Saath (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Kuldeep Singh
On Screen Actors- 
Farukh Shekh, Deepti Naval
Duration : 05:14   Song Number : 21485   

Yunhi Gaate Raho Saagar (1985) 04:51 18030
 
Poster of Saagar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Dimple Kapadia
Duration : 04:51   Song Number : 18030   
Karaoke Songs of zaved akhtar, Sad Songs of zaved akhtar, Love Songs of zaved akhtar, Dance Songs of zaved akhtar, Hip-hop songs of zaved akhtar, Best songs of zaved akhtar, Super hit songs of zaved akhtar, hit songs of zaved akhtar, duet songs of zaved akhtar, solo songs of zaved akhtar, old songs of zaved akhtar, famous songs of zaved akhtar, Hindi Karaoke Songs of zaved akhtar, Hindi Sad Songs of zaved akhtar, Hindi Love Songs of zaved akhtar, Hindi Dance Songs of zaved akhtar, Hindi Hip-hop songs of zaved akhtar, best Hindi songs of zaved akhtar, super hit Hindi songs of zaved akhtar, hit Hindi songs of zaved akhtar, duet Hindi songs of zaved akhtar, solo Hindi songs of zaved akhtar, old Hindi songs of zaved akhtar, famous Hindi songs of zaved akhtar, Sing Along Songs of zaved akhtar, Sing Along Sad Songs of zaved akhtar, Sing Along Love Songs of zaved akhtar, Sing Along Dance Songs of zaved akhtar, Sing Along Hip-hop songs of zaved akhtar, Sing Along Best songs of zaved akhtar, Sing Along Super hit songs of zaved akhtar, Sing Along hit songs of zaved akhtar, Sing Along duet songs of zaved akhtar, Sing Along solo songs of zaved akhtar, Sing Along old songs of zaved akhtar, Sing Along famous songs of zaved akhtar